1 Larki ki 5 Crore ki Lottery Nikli Company ne Socha Achanak Bataya to Larki Khushi se Mar sakti hai,Company ne ek Baba ko Ye KAam diya k Aese Batao k Wo Khushi se Mar Na Jaye
Baba ne Ja k Us Larki se kaha;"Farz karo Aap ka 5 Crore ka Inaam Nikle to Aap Kya Karo gi?"
Larki: Aap k Samne Dance Karun gi,Aap se Pyaar Karun gi,Shaadi kar lo giYehi nahi Aadha Inaam bhi de dun gi...!.....
.
.
.
.....Saala BABA hi Khushi se Mar gaya