Notice: Undefined index: HTTP_ACCEPT_ENCODING in /home/jppl4xl3dfxh/public_html/configuration.php on line 8
  ਬੜੀ ਹਸੀਨ ਰਾਤ ਥੀ  :: punjabizm.com
Anything goes here..
 View Forum
 Create New Topic
 Search in Forums
  Home > Communities > Anything goes here.. > Forum > messages
Showing page 2 of 7 << First   << Prev    1  2  3  4  5  6  7  Next >>   Last >> 
ਅਰਿੰਦਰ ਕੁਮਾਰ ਅਰੌੜਾ
ਅਰਿੰਦਰ ਕੁਮਾਰ
Posts: 703
Gender: Male
Joined: 13/May/2009
Location: ਬ੍ਰ੍ਹਮ ਦੀਆਂ ਹੱਦਾਂ ਤੋਂ ਪਰ੍ਹਾ
View All Topics by ਅਰਿੰਦਰ ਕੁਮਾਰ
View All Posts by ਅਰਿੰਦਰ ਕੁਮਾਰ
 

Tum Hamare Nahi To Kya Gham Hai
Hum Tumhare To Hai Yeh Kya Kam Hai


Husn Ki Sohkhia Zara Dekho
Gahe Shola Hai Gahe Shabnam Hai


Muskura Do Zara Khuda Ke Liye
Sham-e-mhafil Mein Roshni Kam Hai


Ban Gaya Hai Yeh Zindagi Aab To
Tuz Se Badkar Hume Tera Gam Hai

12 Jul 2012

Sharanpreet Kaur Randhawa
Sharanpreet
Posts: 1619
Gender: Female
Joined: 27/Oct/2011
Location: Aberdeen
View All Topics by Sharanpreet
View All Posts by Sharanpreet
 
ਜਵਾਬ ਜਿਨਕਾ ਨਹੀ ਵੋ ਸਵਾਲ ਹੋਤੇ ਹੈਂ
ਜੋ ਦੇਖਨੇ ਮੇਂ ਨਹੀ ਕੁਛ ਕਮਾਲ ਹੋਤੇ ਹੈਂ

ਤਰਾਸ਼ਤਾ ਹੂੰ ਤੁਝੇ ਜਿਨਮੇ ਅਪਨੇ ਲਫਜੋੰ ਮੇਂ
ਬਹੁਤ ਹਸੀਨ ਮੇਰੇ ਵੋ ਖਿਆਲ ਹੋਤੇ ਹੈਂ

ਹਸੀਨ ਹੋਤੀ ਹੈਂ ਕਿਤਨੀ ਬਲਾ ਕੀ ਦੋ ਆੰਖੇੰ
ਉਸੀ ਬਲਾ ਕੇ ਉਨ ਆਂਖੋਂ ਮੇਂ ਜਾਲ ਹੋਤੇਂ ਹੈਂ

ਵੋ ਗੁਨਗੁਨਾਤੇ ਹੁਏ ਯੂੰ ਹੀ ਜੋ ਉਠਾਤੇ ਹੈਂ
ਕਦਮ ਕਹਾਂ , ਵੋ ਕਯਾਮਤ ਕੀ ਚਾਲ ਹੋਤੇਂ ਹੈਂ
12 Jul 2012

ਅਰਿੰਦਰ ਕੁਮਾਰ ਅਰੌੜਾ
ਅਰਿੰਦਰ ਕੁਮਾਰ
Posts: 703
Gender: Male
Joined: 13/May/2009
Location: ਬ੍ਰ੍ਹਮ ਦੀਆਂ ਹੱਦਾਂ ਤੋਂ ਪਰ੍ਹਾ
View All Topics by ਅਰਿੰਦਰ ਕੁਮਾਰ
View All Posts by ਅਰਿੰਦਰ ਕੁਮਾਰ
 


Bat Niklegi To Phir Dur Talak Jayegi
Log Bewaja Udasi Ka Sabab Pochhenge
Ye Bhee Pochenge Ke Tum Itne Pareshan Kyo Ho
Ongliyan Uthenge Sokhe Huye Balo Ke Taraf
Ek Nazar Dekhenge Guzre Huye Salon Ke Taraf
Chodiyon Par Bhi Kai Tanz Kiye Jayenge
Kanpate Hathon Pe Bhee Fikre Kase Jayenge

Log Zalim Hai Har Ek Bat Ka Tanaa Denge
Baton Baton Mein Mera Zikr Bhee Le Ayenge
Unke Baton Ka Zara Sa Bhe Asar Mat Lena
Warna Chehre Ke Tasur Se Samajh Jayenge
Chaahe Kuchh Bhi Ho Sawalat Na Karna Unse
Mere Bare Me Koi Bat Na Karna Unse
Bat Niklegi To Phir Door Talak Jayegi...

12 Jul 2012

ਅਮਨਦੀਪ ਗਿੱਲ
ਅਮਨਦੀਪ
Posts: 1262
Gender: Female
Joined: 15/Mar/2009
Location: Patiala
View All Topics by ਅਮਨਦੀਪ
View All Posts by ਅਮਨਦੀਪ
 
wow...."baat niklegi".......simply awesome!!!!!

dil ke deevar-o-dar pe kya dekha..
bas tera naam hi lekha dekha..

teri ankhon mein hamne kya dekha..
kabhi qatil kabhi Khuda dekha..

apnee surat lagi parayee si,..
jab kabhi hamne aayena dekha..

haaye andaaz tere rukhne ka..
waqt ko bhi rukha rukha dekha..

tere jaane mein aur aane mein..
hamne sadiyun ka faasila dekha..

phir na aaya khayaal jannat ka..
jab tere ghar ka raasta dekha..

teri aankhon mein hamne kya dekha..
kabhi qatil kabhi Khuda dekha..

dil ke deevar-o-dar pe kya dekha..
bas tera naam hi lekha dekha..

13 Jul 2012

ਅਰਿੰਦਰ ਕੁਮਾਰ ਅਰੌੜਾ
ਅਰਿੰਦਰ ਕੁਮਾਰ
Posts: 703
Gender: Male
Joined: 13/May/2009
Location: ਬ੍ਰ੍ਹਮ ਦੀਆਂ ਹੱਦਾਂ ਤੋਂ ਪਰ੍ਹਾ
View All Topics by ਅਰਿੰਦਰ ਕੁਮਾਰ
View All Posts by ਅਰਿੰਦਰ ਕੁਮਾਰ
 

Bahut dinon ki baat hai
Fizaa ko yaad bhi nahin
Ye baat aaj ki nahin
Bahut dinon ki baat hai

Shabaab par bahaar thi
Fizaa bhi khush-gawaar thi
Naa jaane kyoon machal pada
Main apne ghar se chal pada
Kisi ne mujhko rok kar
Badi adaa se tok kar
Kaha tha laut aayiye
Meri kasam naa jaaiye

Par mujhe khabar na thi
Maahol par nazar na thi
Naa jaane kyoon machal pada
Main apne ghar se chal pada
Main shehar se phir aa gaya
Khayal thaa ke paa gaya
Us'e jo mujhse door thi
Magar meri zaroor thi

Aur ik hasin shaam ko
Main chal pada salaam ko
Gali ka rang dekh kar
Nayee tarang dekh kar
Mujhe badi khushi huyi
Main kuch isi khushi mein tha
Kisi ne jhaank kar kaha
Paraaye ghar se jaaiye
Meri kasam na aayiye

Wahi haseen shaam hai
Bahaar jiska naam hai
Chala hoon ghar ko chodkar
Na jaane jaaoonga kidhar
Koi nahin jo tok kar
Koi nahin jo rok kar
Kahe ke laut aayiye
Meri kasam na jaayiye
Meri kasam naa jaayiiye ......

13 Jul 2012

Sharanpreet Kaur Randhawa
Sharanpreet
Posts: 1619
Gender: Female
Joined: 27/Oct/2011
Location: Aberdeen
View All Topics by Sharanpreet
View All Posts by Sharanpreet
 
Thanx for posting. Bahut dina bad eh gazhal yad krayi hai tusi. I will have to load it on my phone somehow ..!!!
13 Jul 2012

ਅਰਿੰਦਰ ਕੁਮਾਰ ਅਰੌੜਾ
ਅਰਿੰਦਰ ਕੁਮਾਰ
Posts: 703
Gender: Male
Joined: 13/May/2009
Location: ਬ੍ਰ੍ਹਮ ਦੀਆਂ ਹੱਦਾਂ ਤੋਂ ਪਰ੍ਹਾ
View All Topics by ਅਰਿੰਦਰ ਕੁਮਾਰ
View All Posts by ਅਰਿੰਦਰ ਕੁਮਾਰ
 

Somehow I like Jagjit's rendition of the nazams better than the ghazals. Here is another one of my favorites:

 

शाम होने को है
शाम होने को है 
लाल सूरज समंदर मे सोने को है
और उसके परे
कुछ परिंदे कतारें बनाए
उन्हीं जंगलों को चले
जिनके पेड़ों की शाखों पे हैं घोंसले
ये परिंदे वहीं लौटकर जाएँगे
और सो जाएँगे
शाम होने को है
लाल सूरज ...

हम ही हैरान हैं
इन मकानों के जंगल में अपना कोई भी ठिकाना नहीं
शाम होने को है
हम कहां जाएँगे
शाम होने को है
लाल सूरज ...
शाम होने को है
हम कहां जाएँगे
14 Jul 2012

ਬਾਠ Satwant
ਬਾਠ
Posts: 75
Gender: Male
Joined: 05/Apr/2010
Location: morinda
View All Topics by ਬਾਠ
View All Posts by ਬਾਠ
 
Kaun Kehta Hay k Maut Aayi TouMar Jaonga ?
Kaun Kehta Hay k Maut Aayi Tou
Mar Jaonga ?
Main Tou Dariya Hoon Samandar Mein Utar Jaonga.
Tere Pehlu Se Jo Uthoonga Tou
Mushkil Yeh Hay,
Sirf Ek Shakhs Ko Paonga Jidhar Jaaonga.
Ab Tere Shehar Mein Aaonga Musaafir Ki Tarah,
Saaya-e-Abr Ki Maanind Guzar Jaonga.
Tera Paimaan-e-Wafa Raah Ki Deewar Bana,
Warna Soocha Tha Jab Chahonga Mar Jaonga.
Chaara SaazooN Se Alag Hay Mera
Miyaar, k Main Zakham Khaonga Tou Kuch Aur Sanwar Jaonga.
Zindagi Shamma Ki Maanind Jalaata Hoon,
Bujh Tou Jaonga Magar Subha
Tou Kar Jaonga………!
17 Jul 2012

Sharanpreet Kaur Randhawa
Sharanpreet
Posts: 1619
Gender: Female
Joined: 27/Oct/2011
Location: Aberdeen
View All Topics by Sharanpreet
View All Posts by Sharanpreet
 
ਕਿਆ ਬਾਤ ਹੈ ਬਾਠ and ਅਰਿੰਦਰ. ਬਹੁਤ ਹੀ ਉਮਦਾ ...!!!
Thanx
17 Jul 2012

Balihar Sandhu BS
Balihar Sandhu
Posts: 5090
Gender: Male
Joined: 18/May/2009
Location: Melbourne {Jalandhar}
View All Topics by Balihar Sandhu
View All Posts by Balihar Sandhu
 


Lyricist: Qateel Shifai
Singer: Jagjeet Singh


अपने हाथों की लकीरों में बसा ले मुझको
मैं हूँ तेरा तो नसीब अपना बना ले मुझको।

मुझसे तू पूछने आया है वफ़ा के माने
ये तेरी सादा-दिली मार ना डाले मुझको।

ख़ुद को मैं बाँट ना डालूँ कहीं दामन-दामन
कर दिया तूने अगर मेरे हवाले मुझको।

बादाह फिर बादाह है मैं ज़हर भी पी जाऊँ ‘क़तील’
शर्त ये है कोई बाहों में सम्भाले मुझको।


17 Jul 2012

Showing page 2 of 7 << First   << Prev    1  2  3  4  5  6  7  Next >>   Last >> 
Reply