rait bn k fisal gyi hu apno ki zindagi se ek ashiyane ki talash mei itni bhtkn q hai q hai hr bnde mei teri justju ae rb! mujhe har shkhs mei tujhse masaafat q hai q hai meri mitti ki mehek saundhi si meri aankho ki nami iski barish q hai q hai meri maa k dil mei rehemat ki dua mere zamir ki ajab ye guftgu q hai watan ki sir zmi se jb mere kdm hate the us pal ko wapis laane ki aarzu dil mei q hai q chahta hai dil ae hmsfr! tujhe shiddat se teri aankho ki nami mei aisi bhi kasak q hai khush raho hmesha kahe ye babul ka dil fir b zindgi mei aaj kami-a-ishrat q hai aehem ko OM banana bhi namumkin sa lage ae rb! tere bndo mei itni b bagawat q hai..
" ਵਤਨ ਕੀ ਸਰ ਜ਼ਮੀਨ ਸੇ ਜਭ ਮੇਰੇ ਕਦਮ ਹਟੇ ਥੇ
ਉਸ ਪਲ ਕੋ ਵਾਪਿਸ ਲਾਨੇ ਕੀ ਆਰਜ਼ੂ ਦਿਲ ਮੇਂ ਕਿਓਂ ਹੈ "
,,,,,,,,,, good job sister ,,,well done ,,,