|
 |
 |
 |
|
|
Home > Communities > Punjabi Poetry > Forum > messages |
|
|
|
|
|
|
|
Tod Diye Hain Maine Ghar Ke Sabhi Ayine Faraz
Ishq Mein Thukraaye Hue Log Ab Mujhse Dekhe Nahi Jaate
|
|
01 May 2014
|
|
|
|
Jab laga tha “TeeR” tab Itna “Dard” na Huwa,, “GHALiB
Zakham ka Ehsaas tab hua jab “KAmaan” dekhi apno K Hath main
|
|
01 May 2014
|
|
|
|
Na haath thaam sakey na pakarh sakey daaman
bahut kareeb se uth kar chala gaya koi..
|
|
01 May 2014
|
|
|
|
Usay to kho dia hai ab najanay kis ko khona hai
Lakeeron main judai ki alamat ab bhi baqi hai
|
|
01 May 2014
|
|
|
|
Ye Din Bhi Qayamat Ki Tarah Guzra Hai "Faraz"
Janey Kya Baat Thi Har Baat Pe Rona Aaya
|
|
01 May 2014
|
|
|
|
|
kayam Hain Iss Zamane Mein Rishwaton ke Silsilay…
Tum bhi kuch Le De Kar Mujhse Mohabbat Kar lo.
|
|
01 May 2014
|
|
|
|
Tabdeeli Jab Bhi Aati Hai Mausam Ki Adaao'n Mein
Faraz
Kisi Yu'n Badal Jana Bahut Yaad Aata Hai
|
|
01 May 2014
|
|
|
|
Meri Maut Par Kisi Ko Itna Afsos Nahi Hoga,
Bus Ek Tanhai Royegi Ki Mera Hamsafar Chala Gaya.
|
|
01 May 2014
|
|
|
|
Tum Laut Ke Aane Ka Takulaf Na Karna Faraz
Hum Ek Mohabbat Do Baar Nahi Karte
|
|
01 May 2014
|
|
|
|
बारिश की बूँद की भी प्यास मिट गयी ... उसके होंठो पे गिर के ....
Charanjeet Singh Kapoor
|
|
02 May 2014
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
 |
 |
 |
|
|
|
|
|
|
Copyright © 2009 - punjabizm.com & kosey chanan sathh
|