Home > Communities > Punjabi Poetry > Forum > messages
urdu poetry
here we ll share urdu poetry...
15 Mar 2010
Dil hi dukhany k liye
Ranjish hi sahi dil hi dukhany k liye aa
aa phir e mjhy chor k jany k liye aa
pehly se marasim na sahi phir b kabi to
rasm-o-rahy dunya hi nibhany k liye aa
kis kis ko bataen ge judai ka sabab hum
tu mujh se khafa hai to zamany k liye aa
ab tak dil-e-khush fehem ko tujh se hain umeeden
ye aakhri shammen b bujhany k liye aa..
Ranjish hi sahi dil hi dukhany k liye aa
aa phir e mjhy chor k jany k liye aa
pehly se marasim na sahi phir b kabi to
rasm-o-rahy dunya hi nibhany k liye aa
kis kis ko bataen ge judai ka sabab hum
tu mujh se khafa hai to zamany k liye aa
ab tak dil-e-khush fehem ko tujh se hain umeeden
ye aakhri shammen b bujhany k liye aa..
Yoy may enter 30000 more characters.
15 Mar 2010
Ab jis k ji main aye wohi pa le roshni humne to dil jala ker sar-e-rah rakh dia
15 Mar 2010
Rasty ke jis diye ko samajhty the hum haqeer wo dia ghar tak pohonchny ka bahana ban gya
15 Mar 2010
Ankh main khamoshi, labon pe sawal, rukh pe sadgi kesy kesy rang hain is tasveer main
15 Mar 2010
*Hawa k doosh pe rakha hua chiragh tha wo jo bujh gya to hawa se shikayat kaisi..
*Naam le ke tera log mujh se pujh rahy hain kia kia main dar rahi hun kahi mujh se HAAN na ho jae
15 Mar 2010
Labon pe hansi ankhon main sawal rakhta tha is zarf main itna kamal rakhta tha kia khaber thi mujhy hi bhool jae ga jo meri ik ik cheez sanbhal rakhta tha suna hai log ab boht sataty hain usy main jis ka itna khyal rakhta tha
15 Mar 2010
koi aisa pyar ka bazaar hota jis main nilaam wo sar-e-bazar hota hum usy khareedty sab juch beech kar aur phir dekhty kesy wo kisi aur k naam hota
15 Mar 2010
kisi ke aik anso par hazaron dil tarapty hain kisi ka umer bhar ka roona yunhi bekaar jata hai
15 Mar 2010
Usne mohabat ki kasam di hai aur pyar ka wasta bhi likha hai usne na ane ko kaha hai aur saaf saaf lafzon main rasta bhi likha hai
15 Mar 2010
Copyright © 2009 - punjabizm.com & kosey chanan sathh