Home > Communities > Punjabi Poetry > Forum > messages
usay dil ka haal sunao kesay mom ka ghar ha chiraag jalaon kesay door hota to usay dhoond bhi letay faraz jo rooh mein chupa behta he usay paein kesay
16 Mar 2010
ah lucky didi di nigah ghatt gyi...baagru baagru
16 Mar 2010
FAraZ
1 Hasrat to the kay tere aankh ka ansu ban jaoun FAraZ Per tu Roye Ye humko GAwara nahe
2 Ab usay naa soochoon to JisM Toot'ta hai FAraZ Ek Waqt guzra hai uskay naam ka nasha karty karty
3 Tumko naraz he rehna hai to kuch baat karo FAraZ Ke chup rehnay say mohabbat ka gumaan hota hai
16 Mar 2010
4. mai us ka hon yeh baat jantay hain faraz woh kis ka hai yeh baat mujay sonay nhi dyti.
5. MuHABBat KaY BaAd MuHABBat MuMkiN Hay FaRaz.....!!!! MaGar ToOT Kay CaHna SirF Aik BaaR Hota Hay.......!!!!
6. shiddate dard se sharminda nahi meri wafa FARAZ dost gahre hain to phir zakhm bhi gahre honge..........
7. Samndar me Fanaa hona to kismat ki kahani hai FARAZ! Jo Martein hen Kinaroon par Mujhe Dukh un pe Hota hay.
8. Yahan mazdur ko marny ki jaldi yun bhe hai fraz K Zindagi ke kashma kash main Kafan mahnga na ho jaye

Yoy may enter 30000 more characters.
16 Mar 2010
9. Meri aankhen bhi mujhse ek din yeh keh den gi Faraz, Khuwab uske na dekha karo hum se ab roya nahi jata.
10.usay dil ka haal sunao kesay mom ka ghar ha chiraag jalaon kesay door hota to usay dhoond bhi letay faraz jo rooh mein chupa behta he usay paein kesay
11. AAj tak Qaim hai uskay laut anay ki umeed AAj tak tehri hai zindagi apni jaga 12. Laakh ye chaha k us ko bhool jaoun FAraz HOSLAY apni jaga BEBASI apni jaga
13.Kabhi to teri palkoon pay jhilmilaoun main Tu intizaar karay aur aaoun main... 14. Samandar main lay ja kar fareb mat dena FAraZ Tu kahay to kinaray pe hi DOOB jaoun main

Mere kahny sy na paband-e-wafa ho jana, dil na many to kse waqt juda ho jana, na chaho jan se ziada kise ko Faraz, tum ny dekha nahen bandon ka khuda ho jana.
16 Mar 2010
Tum is shehar k khuloos se waqif nahi FARAZ Ye to Mohsin ko bhi sar-e-aam saza daitay hain!
16 Mar 2010
Main us k Haathon me tha Tute hue Sheeshe ki trha "Faraz", Bari Umeed thi k bikhrne nhi dega. Bus giraya kuch is Ada se k Simatne ki Aaas hi na rahi
16 Mar 2010
Copyright © 2009 - punjabizm.com & kosey chanan sathh