|
 |
 |
 |
|
|
Home > Communities > Punjabi Poetry > Forum > messages |
|
|
|
|
|
|
|
Hasil-e-zindagi hasraton k siwa kuch bhi nahi
Ye kiya nahi, wo hua nahi, ye mila nahi, wo raha nahi
|
|
07 Feb 2014
|
|
|
|
Saza ye di k Aankhon se chheen li Neendein
Qasoor ye tha Jeene ke KHWAB dekhe the
|
|
07 Feb 2014
|
|
|
|
Log Pathar K Boton Ko Pooj Kar Bhi Masoom Rahe, "Faraz",
Hum Ne Ek Insan Ko Chaha Aur Ghunahgar Ho Gaye
|
|
07 Feb 2014
|
|
|
|
Abhi tu raakh hue hain tere firaq main hum
Abhi humare bikharne ka khel baqi hai
|
|
09 Feb 2014
|
|
|
|
Ajab Tamasha-e-Ishq Dekha ELAHI Teri Dunya Main
Tere Hi Ek Banday Ne Teri Yaad Se Beganaa Kar Dia
|
|
09 Feb 2014
|
|
|
|
|
Ye Tum se kah diya Kis Ne k Bazi haar baithe hum
Mohabbat Me lutane ko abhi to jaan baki hai
|
|
11 Feb 2014
|
|
|
|
Tumhare Saath Ka Jab Se Mila Hai Saath Mujhe
Na Jaane Kyon Mujhe Khud Se Mohabbat Hone Lagi Hai
|
|
11 Feb 2014
|
|
|
|
Kuch Yun Hua K Jab Bhi Zaroorat Parhi Mujhe,
Har Shakhs Ittefaaq Se Masroof Ho Gaya
|
|
12 Feb 2014
|
|
|
|
Badal Rahe hain hum apna tarz-e-Zindgi Aaj se
Karenge Sirf use hum Yaad jise hum Yaad aayenge
|
|
12 Feb 2014
|
|
|
|
Tera Naa Milna Mera Naseeb Hi Sahi Lekin
Meri Qismat Me Likha Hai Tujhe Toot K Chahna
|
|
12 Feb 2014
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
 |
 |
 |
|
|
|
|
|
|
Copyright © 2009 - punjabizm.com & kosey chanan sathh
|