|
 |
 |
 |
|
|
Home > Communities > Punjabi Poetry > Forum > messages |
|
|
|
|
|
|
|
Tum jo bichhde to sunsaan nagar lagta hai
Hai shahar apna anjaan magar lagta hai
|
|
17 Feb 2014
|
|
|
|
Faryad kar rahi hai tarsi huyi nigahe'n
Dekhe huye kisi ko zamana ho geya
|
|
17 Feb 2014
|
|
|
|
Koshish Ke Bawajood Jo Mukammal Na Ho Sake'n
Tera Naam Bhi Unhi Khuwahishon Mein Hai
|
|
17 Feb 2014
|
|
|
|
Aao Mil k Mohabbat ko Aag Laga Dein
Phir Se Tabah Na Ho kisi Masoom ki ZindaGi 
|
|
17 Feb 2014
|
|
|
|
Na Neend Hai In Aankhon Mein Na Hi Koi Khwaab
Bas Ek La-Mahdood Udaasi Hai Be'Inteha Chahat K Saath
|
|
17 Feb 2014
|
|
|
|
|
Is Zid Par Tumhara Zulm Gawara Kia Hum Ne
Dekhain Ge Tumhe Raham Kahan Tak Nahi Aata
|
|
17 Feb 2014
|
|
|
|
Koshish Ke Bawajood Jo Mukammal Na Ho Saken, Tera Naam Bhi Unhin Khuwahishon Mein Hai…..
|
|
17 Feb 2014
|
|
|
|
Bataaon tumhe kahaani udaas logon ki,? Kabhi ghaur karna yeh hanstey bohat hain
|
|
17 Feb 2014
|
|
|
|
Woh Samajhta Hai K Har Shakhs BadaL Jata Hai Usay Lagta Hai Zamana Us Kay Jaisa Hai..!!
|
|
17 Feb 2014
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
 |
 |
 |
|
|
|
|
|
|
Copyright © 2009 - punjabizm.com & kosey chanan sathh
|