|
 |
 |
 |
|
|
Home > Communities > Punjabi Poetry > Forum > messages |
|
|
|
|
|
|
|
Na Wo Din Rahe Na Wo Mehfilen Na Wo Jaan Se Azeez Log
Waqt Chheen K Le Gaya Mere Apne Mujh Se Kahan Kahan
|
|
20 Feb 2014
|
|
|
|
Mil hi Jayega Hm ko bhi koi toot ke Chahne wala,
Ab shahar ka Shahar toh Bewafa nahi ho Sakta.
|
|
20 Feb 2014
|
|
|
|
Bade ajeeb Doston se nawaza hai KHUDA ne mujhe
Jo main na karon yaad to zehmat woh bhi nahi karte
|
|
20 Feb 2014
|
|
|
|
Main kis umeed pe wabasta kar loon khawahishein apni
Tere mizaaj k mousamoon ka koi aitbaar nahi
|
|
20 Feb 2014
|
|
|
|
Kaise Ajeeb Log Baste Hain Tere Shehar Main Mohsin,
Shoq e Dosti Bhi Rakhte Hain Aur Yaad Bhi Nahi Krte
|
|
20 Feb 2014
|
|
|
|
|
Ye Sahil Par Bikhre Hue Phool,
Na Jane Kis Ki Mohabbat Doob Gayi
|
|
20 Feb 2014
|
|
|
|
ਜ਼ਿੰਦਗੀ ਦਾ ਜਦ ਕਦੇ,ਅਪਮਾਨ ਕੀਤਾ ਹੈ ਕਿਸੇ
ਮੌਤ ਬਣ ਕੇ ਮੌਤ ਦੀ, ਆਉਂਦੇ ਰਹੇ ਨੇ ਲੋਕ ..॥
#ਪਾਸ਼
|
|
21 Feb 2014
|
|
|
|
|
Ungliyan Aaj Bhi Iss Soch Mein Gumm Hai 'Faraz'.. Ussne Kaise Naye Haath Ko Thaama Hoga.. !!
|
|
21 Feb 2014
|
|
|
|
ਅਪਣੇ ਸੁਭਾਅ ਦੇ ਉਲਟ ਉਹ ਅੱਜ ਮੁਸਕਰਾ ਪਏ.. ਵੇਖੋ ਗੁਲਾਬ ਖਿੜ ਪਿਐ, ਆਖ਼ਿਰ ਚਟਾਨ ’ਤੇ.. !! -ਡਾ: ਜਗਤਾਰ
|
|
21 Feb 2014
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
 |
 |
 |
|
|
|
|
|
|
Copyright © 2009 - punjabizm.com & kosey chanan sathh
|