|
 |
 |
 |
|
|
Home > Communities > Punjabi Poetry > Forum > messages |
|
|
|
|
|
|
|
agr wo poch ly mujh sy k kis bat ka gham he
faraz
to kis bat ka gham he agr wo poch ly mujh sy..
|
|
09 Mar 2014
|
|
|
|
AAj tak Qayam hai uskay laut aane ki ummeed, AAj tak thehri hai zindagi apni jagah….
Laakh ye chaha k us ko bhool jaun FAraz, HOuSLAY apni jagah BEBASI apni jagah…
|
|
09 Mar 2014
|
|
|
|
Tum laut Ke Aane Ka Taqalluf na karNa, “faraz” Hum ek Mohabbat ko Dobaara Nahi kartE
|
|
09 Mar 2014
|
|
|
|
Bohat Andhera Tha Us Ki Raahoon Mein FARAAZ
Mein Apna Ghar Na Jalaata To Aur Kya Karta
|
|
09 Mar 2014
|
|
|
|
Badi Himmat Di Hai Unki Judai Ne Hume
Ab Na Kisi Ko Khone Ka Dar Aur Na Kisi Ko Paane Ki Chah
|
|
09 Mar 2014
|
|
|
|
|
Tum The To Kahin Waqt Thaharta Hi Na Tha
Ab Waqt Guzarne Mein Bahot Waqt Lagta Hai
|
|
09 Mar 2014
|
|
|
|
waqt bhi guzarta geya ,, wo bhi chala geya,,
karan
magar ye nigaahien aaj bhi wahin thehri hui hai
|
|
10 Mar 2014
|
|
|
|
Bohat Kuch Tum Se Bad Kr Bhi Muyassar Tha Muyassar Hai
Na Jane Phir Bhi Kyun Tumhari Zaroorat Kam Nahi Hoti...
|
|
10 Mar 2014
|
|
|
|
Wo Tere Naseeb Ki Barishain Kisi Aur Chat Par Baras Gayi
Dil-e-BeNaseeb Meri Baat Sun, Unhe Bhul Ja, Unhe Bhul Ja
|
|
10 Mar 2014
|
|
|
|
Tumhe Chaha Bhi To Izhar Na Karna Aya,
Kat Gae Umar Hume Pyar Na Karna Aya.
|
|
10 Mar 2014
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
 |
 |
 |
|
|
|
|
|
|
Copyright © 2009 - punjabizm.com & kosey chanan sathh
|