Zubaan khamosh ankhon me nami hogi
Yahi bas meri ek dastan-e-zindagi hogi
Bharne ko toh har zakham bhar jayega
Kese bharegi wo jagah jaha teri kami hogi
Teri yaado ko humne kabhi khone na diya
Par gamo'n ne bhi hume chup hone na diya
Aasoo aaj bhi nikal aaye teri yaad mein
Par teri kasam ne hume aaj b rone na diya