Home > Communities > Punjabi Poetry > Forum > messages
मेरी मानो यारों मुझको आज न रोको पीने से बेहोशी में मरना अच्छा होश में आ कर जीने से।
मैं प्यासा हूँ मुझे पिलाओ जलते हैं जब दिल के घाव आता हूँ मैखाने में, जाम नहीं भरते तो आओ कतरा कतरा ही टपकाओ तुम मेरे पैमाने में खाली जाम लगा रखा है मेरे अपने सीने से।
आज मेरे आँसू ना पोछो अपने हाल पे रो लेने दो मुझ आवारा पागल को, कैसे गले लगा लोगे तुम कितनी देर सँभालोगे तुम मय की ख़ाली बोतल को। ठोकर मारो मुझे गिरा दो तुम अहसास के ज़ीने से।
16 Jul 2012
Bahut Masoom Thy Hum Bhi
Hamain ab yaad aata hy
K Hum ik ajnabi ko umr ki tareek raahon ka
Sahaara maan bethay thay.
K uss k chaand chehrey ko
Hum apnay Bakkht ka roshan sitaara maan bethay thay
Hamain Maaloom Hi Kab Tha
K Dasht_e_
Zindagaani me,
Sahaarey chhoot jaatay hain,
Kabhi aisa bhi hota hai
Bahut Masoom Thy Hum Bhi
Hamain ab yaad aata hy
K Hum ik ajnabi ko umr ki tareek raahon ka
Sahaara maan bethay thay.
K uss k chaand chehrey ko
Hum apnay Bakkht ka roshan sitaara maan bethay thay
Hamain Maaloom Hi Kab Tha
K Dasht_e_
Zindagaani me,
Sahaarey chhoot jaatay hain,
Kabhi aisa bhi hota hai
Yoy may enter 30000 more characters.
29 Jul 2012
Chalo aao phr ksi din mulakat kar ky dekhen
sath guzri raat ko phr yaad kar ky dekhen
kuch gham bhi bhool jaen kuch doriyan bhi kam hon
ek sham ek dosry ky naam kr k dekhen
jo reh gai thi dil me wo tmko bhi bataen
phr mile na mile moqa wo bat kr ky dekhen
yun baton hi baton me wo bat bhi ho jae
jis bat me wo bat ho wo bat kr ky dekhen
Chalo aao phr ksi din mulakat kar ky dekhen!
Chalo aao phr ksi din mulakat kar ky dekhen
sath guzri raat ko phr yaad kar ky dekhen
kuch gham bhi bhool jaen kuch doriyan bhi kam hon
ek sham ek dosry ky naam kr k dekhen
jo reh gai thi dil me wo tmko bhi bataen
phr mile na mile moqa wo bat kr ky dekhen
yun baton hi baton me wo bat bhi ho jae
jis bat me wo bat ho wo bat kr ky dekhen
Chalo aao phr ksi din mulakat kar ky dekhen!
Yoy may enter 30000 more characters.
29 Jul 2012
lgta hy ab us ko mujh se mohabt ni rhi,
pehle thi jesi wesi ab chahat ni rhi,
krta to ab bi roz hai, dawe wo ishq ke.
per ab unhe pora krne ki adat ni rhi,
mri 1 ahat sun k chala ata tha wo yha,
lgta hai dard bhri wo samaat ni rahi,
kha dekhe the khuwab 7 m, us ka kya kru?
wo muskra k bola,ab un ki b zarort ni rhi,
1 ajnabi ne pucha jo mere is hal ka sabab
lgta hy ab us ko mujh se mohabt ni rhi,
pehle thi jesi wesi ab chahat ni rhi,
krta to ab bi roz hai, dawe wo ishq ke.
per ab unhe pora krne ki adat ni rhi,
mri 1 ahat sun k chala ata tha wo yha,
lgta hai dard bhri wo samaat ni rahi,
kha dekhe the khuwab 7 m, us ka kya kru?
wo muskra k bola,ab un ki b zarort ni rhi,
1 ajnabi ne pucha jo mere is hal ka sabab
Yoy may enter 30000 more characters.
29 Jul 2012
Jaane phir
kyun . ? ?
Khud ko mujh se juda kiya us ne,
Jo na krna tha wo kiya us ne,
Yaad krne se b na yaad aaon,
Aisa mujh ko buhla diya us ne,
Tum to bs waqt ki zarorat ho,
Mujh ko akhir bata diya us ne,
Apne Hathon se likh k mujhe jaan,
Jaane Phir Q Mita diya us ne . . ??
Jaane phir
kyun . ? ?
Khud ko mujh se juda kiya us ne,
Jo na krna tha wo kiya us ne,
Yaad krne se b na yaad aaon,
Aisa mujh ko buhla diya us ne,
Tum to bs waqt ki zarorat ho,
Mujh ko akhir bata diya us ne,
Apne Hathon se likh k mujhe jaan,
Jaane Phir Q Mita diya us ne . . ??
Yoy may enter 30000 more characters.
29 Jul 2012
Huwa to Kuch B Nhi
Bas
Thorra Sa Maan Tootta Hy
Thore Se Khwab Bikhry Hain
Thorry Se Log Bichrry Hain
Huwa to Kuch B Nhi
Bas
Thorri si Neendain Urr Gai Hain
Thori si Khushian Chin Gai Hain
Thora Sa Chain Ganwaya Hy
Huwa to Kuch B Nhi
Bas
Apna Ap Ganwaya Hy
Huwa to Kuch B Nhi
Bas
Thorra Sa Maan Tootta Hy
Thore Se Khwab Bikhry Hain
Thorry Se Log Bichrry Hain
Huwa to Kuch B Nhi
Bas
Thorri si Neendain Urr Gai Hain
Thori si Khushian Chin Gai Hain
Thora Sa Chain Ganwaya Hy
Huwa to Kuch B Nhi
Bas
Apna Ap Ganwaya Hy
Yoy may enter 30000 more characters.
29 Jul 2012
Tere ishq ki intaha chahta hun
Meri sadgi dekh kya chahta hun
Sitam ho k ho wada-e-behijabi
Koi bat sabr-azma chahta hun
Ye jannat mubarak rahe zahidon ko K
main Aap ka samna chahta hun
Koi dam ka mehman hun ai ahl-e-mahfil
Chirag-e-sahar hun, bujha chahta hun
Tere ishq ki intaha chahta hun
Meri sadgi dekh kya chahta hun
Sitam ho k ho wada-e-behijabi
Koi bat sabr-azma chahta hun
Ye jannat mubarak rahe zahidon ko K
main Aap ka samna chahta hun
Koi dam ka mehman hun ai ahl-e-mahfil
Chirag-e-sahar hun, bujha chahta hun
Yoy may enter 30000 more characters.
29 Jul 2012
Uth gaye gawandoN yaar,
Rabba hun ki kariye...
Uth gaye hun rehnde naahi
Hoya saath tayaar
Rabba hun ki kariye...
Uth gaye gawandoN yaar,
Rabba hun ki kariye
Daadh kaleje bal bal uthdi
Bhadke birhoN naar
Rabba hun ki kariye...
Uth gaye gawandoñ yaar,
Rabba hun ki kariye...
Bulleh Shah piyare bajhoN
Rahe uraar na paar
Rabba hun ki kariye
Uth gaye gawandoN yaar,
Rabba hun ki kariye
Uth gaye gawandoN yaar,
Rabba hun ki kariye...
Uth gaye hun rehnde naahi
Hoya saath tayaar
Rabba hun ki kariye...
Uth gaye gawandoN yaar,
Rabba hun ki kariye
Daadh kaleje bal bal uthdi
Bhadke birhoN naar
Rabba hun ki kariye...
Uth gaye gawandoñ yaar,
Rabba hun ki kariye...
Bulleh Shah piyare bajhoN
Rahe uraar na paar
Rabba hun ki kariye
Uth gaye gawandoN yaar,
Rabba hun ki kariye
Yoy may enter 30000 more characters.
30 Jul 2012